Ghazal 4 - Har irade ko maat hoti hai
Ghazal 4
Har irade ko maat hoti hai
ہر ارادے کو مات ہوتی ہے
چند لمحوں میں رات ہوتی ہے
دل کی تتلی کا پھڑپھڑانا دیکھ
رقص میں کائنات ہوتی ہے
وہ جو بستی ہے مہر و مہ والی
کیا وہاں پر بھی رات ہوتی ہے
ذکر باقاعدہ نہیں کرتے
بات نکلے تو بات ہوتی ہے
واقعی خود پرست ہے تو بتا
خود سے کیسے نجات ہوتی ہے
ایک بندے کی ذات ہے عامر
ایک اللہ کی ذات ہوتی ہے
Har irade ko maat hoti hai
Ek lamhe me raat hoti hai
Dil ki titli ka pharhparhana dekh
Raqs me kaenaat hoti hai
Wo jo basti hai mehr o mah waali
Kya wahan par bhi raat hoti hai
Zikr baqaeda nahi karte
Baat nikle to baat hoti hai
Waqai khud parast hai to bata
Khud se kaise najaat hoti hai
Ek bande ki zaat hai Aamir
Ek Allah ki zaat hoti hai
ہر ارادے کو مات ہوتی ہے
چند لمحوں میں رات ہوتی ہے
دل کی تتلی کا پھڑپھڑانا دیکھ
رقص میں کائنات ہوتی ہے
وہ جو بستی ہے مہر و مہ والی
کیا وہاں پر بھی رات ہوتی ہے
ذکر باقاعدہ نہیں کرتے
بات نکلے تو بات ہوتی ہے
واقعی خود پرست ہے تو بتا
خود سے کیسے نجات ہوتی ہے
ایک بندے کی ذات ہے عامر
ایک اللہ کی ذات ہوتی ہے
Har irade ko maat hoti hai
Ek lamhe me raat hoti hai
Dil ki titli ka pharhparhana dekh
Raqs me kaenaat hoti hai
Wo jo basti hai mehr o mah waali
Kya wahan par bhi raat hoti hai
Zikr baqaeda nahi karte
Baat nikle to baat hoti hai
Waqai khud parast hai to bata
Khud se kaise najaat hoti hai
Ek bande ki zaat hai Aamir
Ek Allah ki zaat hoti hai