Ghazal 2 - Chalte jaate hain par nahi aati
Ghazal 2
Chalte jaate hain par nahi aati
چلتے جاتے ہیں پر نہیں آتی
آخری رہگزر نہیں آتی
ہم کو بے چین کر کے رکھتی ہے
ایک شے جو نظر نہیں آتی
ذکر اس کا پھر اپنے لہجے میں
آنکھ یوں ہی تو بھر نہیں آتی
بیٹھے بیٹھے خیال آتا ہے
ان کی کوئی خبر نہیں آتی
روز پرسش کو لوگ آتے ہیں
موت جب وقت پر نہیں آتی
نیک صالح تبھی تک ہیں عامر
آنکھ جب تک ادھر نہیں آتی
Chalte jaate hain par nahi aati
Aakhri rehguzar nahi aati
Hum ko bechain kar ke rakhti hai
Ek shay jo nazar nahi aati
Zikr us ka phir apne lehje me
Aankh yun hi to bhar nahi aati
Baithe baithe khayal aata hai
Un ki koi khabar nahi aati
Roz pursish ko log aate hain
Maut jab waqt par nahi aati
Nek Saaleh tabhi tak hain Aamir
Aankh jab tak idhar nahi aati
چلتے جاتے ہیں پر نہیں آتی
آخری رہگزر نہیں آتی
ہم کو بے چین کر کے رکھتی ہے
ایک شے جو نظر نہیں آتی
ذکر اس کا پھر اپنے لہجے میں
آنکھ یوں ہی تو بھر نہیں آتی
بیٹھے بیٹھے خیال آتا ہے
ان کی کوئی خبر نہیں آتی
روز پرسش کو لوگ آتے ہیں
موت جب وقت پر نہیں آتی
نیک صالح تبھی تک ہیں عامر
آنکھ جب تک ادھر نہیں آتی
Chalte jaate hain par nahi aati
Aakhri rehguzar nahi aati
Hum ko bechain kar ke rakhti hai
Ek shay jo nazar nahi aati
Zikr us ka phir apne lehje me
Aankh yun hi to bhar nahi aati
Baithe baithe khayal aata hai
Un ki koi khabar nahi aati
Roz pursish ko log aate hain
Maut jab waqt par nahi aati
Nek Saaleh tabhi tak hain Aamir
Aankh jab tak idhar nahi aati