Ghazal 10 - Bade din se hare hain paat yahan

Ghazal 10
Bade din se hare hain paat yahan

 

بڑے دن سے ہرے ہیں پات یہاں
کوئ ٹکتی نہیں ہے بات یہاں

کہاں سیکھے تھے نام آدم نے
کہاں تحقیق سے نجات یہاں

وہی لکھتے ہیں جو نصاب میں ہے
وہی تقدیر سی ہے بات یہاں

یہ تکلف کا کوئ باب نہیں
لگی رہتی ہے احتیاط یہاں

جی مرا نام ویسے عامرٓ ہے
کھڑا ملتا ہوں روز رات یہاں

 

Bade din se hare hain paat yahan..
Koi tikti nahi hai baat yahan..

Kahan seekhe the naam adam ne..
Kahan tehqeeq se nijaat yahan..

Wohi likhte hain jo nisaab me hai..
Wohi taqdeer si hai baat yahan..

Ye takalluf ka koi baab nahi..
Lagi rehti hai ehtiyaat yahan..

Ji mera naam waise Aamir hai..
Khada milta hoon roz raat yahan..

 

بڑے دن سے ہرے ہیں پات یہاں
کوئ ٹکتی نہیں ہے بات یہاں

کہاں سیکھے تھے نام آدم نے
کہاں تحقیق سے نجات یہاں

وہی لکھتے ہیں جو نصاب میں ہے
وہی تقدیر سی ہے بات یہاں

یہ تکلف کا کوئ باب نہیں
لگی رہتی ہے احتیاط یہاں

جی مرا نام ویسے عامرٓ ہے
کھڑا ملتا ہوں روز رات یہاں

 

Bade din se hare hain paat yahan..
Koi tikti nahi hai baat yahan..

Kahan seekhe the naam adam ne..
Kahan tehqeeq se nijaat yahan..

Wohi likhte hain jo nisaab me hai..
Wohi taqdeer si hai baat yahan..

Ye takalluf ka koi baab nahi..
Lagi rehti hai ehtiyaat yahan..

Ji mera naam waise Aamir hai..
Khada milta hoon roz raat yahan..

Title
.